Beautiful Collection of Jai Shankar Chaudhury’s Latest Khatu Shyam Bhajans of 2014
Lyrics:
Gar ye Kismat badle toh
Gar ye Kismat badle toh Bada Nuksaan hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai

Gar ye kismat badle toh tera sab kuch badlega
kuch nikle ya nikle baba pehle niklega
Bin baba shyam ke socho
Bin baba shyam ke socho kya anjaam hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Gar ye Kismat badle toh
Gar ye Kismat badle toh Bada Nuksaan hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Jis kismat mei ho baba us kismat ka kya kehna
Kismat badla ke apni, bemaut hamein na marna
Ek pal bhi aisa jeena
Ek pal bhi aisa jeena toh haraam hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Gar ye Kismat badle toh
Gar ye Kismat badle toh Bada Nuksaan hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Dhan daula izzat sohrat kitne din saath chalenge
kismat mei raha gar baba yeh apne aap milenge
phir bhi chaahat rakhe toh
phir bhi chaahat rakhe toh wo h naadan hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Gar ye Kismat badle toh
Gar ye Kismat badle toh Bada Nuksaan hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Bhakton ki kismat mei toh Baba Shyam Hota hai
Banwari jo ho jaye par yeh kismat na badle

jab tak zindagani baba is kiismat se na nikle

warna jeevan murde ke
warna jeevan murde ke toh samaan hota hai