Lyrics:
Mera Shyam bada rangila,
Mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, Mastiya barsegi,
kirtan mei,
Subscribe us
Mera Shyam bada rangila,
Mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, Mastiya barsegi,
kirtan mei,
Koi Shyam ko rijhaakar dekhe,
Koi Shyam ko rijhaakar dekhe,
Umariya sudhregi, Umariya sudhregi,
kirtan mei,
Koi Shyam ko sajakar dekhe,
Koi Shyam ko sajakar dekhe,
Khushbu mehkegi, khushbu mehkegi,
kirtan mei,
Koi Shyam ko nachaakar dekhe,
Koi Shyam ko nachaakar dekhe,
Muraliya gujengi, Muraliya gujengi,
kirtan mei,
Nandu chalo bhajan sunaawa,
Nandu chalo bhajan sunaawa,
Chadariya nikhregi, chadariya nikhregi,
kirtan mei,
Mera Shyam bada rangila,
Mera Shyam bada rangila,
Mastiya barsegi, Mastiya barsegi,
kirtan mei,