Sheetal Pandey – Mata Ke Bhajan
Lyrics: Teri Tulna
Teri Tulna Kisse karu Maa….
Tumsa aur na koi
Teri Tulna Kisse karu Maa….
Tumsa aur na koi
Jab jab toota mera khilona
Jab jab toota mera khilona
Mujhse pehle tu roi, Maa….
Teri Tulna Kisse karu Maa….
Tumsa aur na koi
Teri Tulna Kisse karu Maa….
Tumsa aur na koi
Kaise Kaise Maa ne mujhko, Kaise bada kiya hai Maa
Doodh nahin wo khoon hai maa kaa
Bachpan main jo piya hai Maa…..
Main khoya jab apne khwab mei,
Tu mere Khwaab Mei Khoi Maa….
Teri Tulna Kisse karu Maa
Tumsa aur na koi
Mere Hansene pe hansti hai, Rone pe roti hai Maa
Phir bhi main ye samjh nahi paya,
Maa kaisi hoti hai
Apni har saanson se tumne,
duniya meri sanjoyi Maa
Teri Tulna Kisse karu Maa
Tumsa aur na koi